चलते-चलते रुक सी गयी थी राह
सामने देखा,
एक दोराहा खड़ा था
अपनी बाहें पसारे,
दोनों हाथों में मंजिलें लिए हुए
मंजिलें, मेरी ही मंजिलें
लेकिन कितनी जुदा-जुदा
एक के करीब आता हूँ
तो दूसरी दूर होती जाती है
सरकती जाती है
कभी कभी सोचता हूँ
गलत राह चुनी मैंने
एक बार मुड़ा भी
पर
पिछली राह मिटती जाती थी
और
ओझल होती जाती थी
दूसरी मंजिल
दोराहा बुदबुदा रहा था --
"जिंदगी के सफर में,
कुछ पाने के लिए कुछ खोना ही पड़ता है"
~सुधांशु कुमार ~
***********************************
Chalte-chalte ruk si gayi thi raah
Saamne dekha ek doraha khada tha
Apni baahein pasare,
Dono haathon mein manzilein liye huye
Manzilein, meri hi manzilein
Lekin, kitni zuda-zuda
Ek ke kareeb aata hoon
To doosri door hoti jaati hai
Sarakti jaati hai
Kabhi-kabhi sochta hoon,
Galat raah chuni maine
Ek baar muda bh
Par
Pichhli raah mit-ti jaati thi
Aur
Ojhal hoti jaati thi
Doosri Manzil
Doraha budbuda raha tha --
"Zindagi ke safar mein,
Kuchh paane ke liye kuchh khona hi parta hai"
~Sudhanshu Kumar~
सामने देखा,
एक दोराहा खड़ा था
अपनी बाहें पसारे,
दोनों हाथों में मंजिलें लिए हुए
मंजिलें, मेरी ही मंजिलें
लेकिन कितनी जुदा-जुदा
एक के करीब आता हूँ
तो दूसरी दूर होती जाती है
सरकती जाती है
कभी कभी सोचता हूँ
गलत राह चुनी मैंने
एक बार मुड़ा भी
पर
पिछली राह मिटती जाती थी
और
ओझल होती जाती थी
दूसरी मंजिल
दोराहा बुदबुदा रहा था --
"जिंदगी के सफर में,
कुछ पाने के लिए कुछ खोना ही पड़ता है"
~सुधांशु कुमार ~
***********************************
Chalte-chalte ruk si gayi thi raah
Saamne dekha ek doraha khada tha
Apni baahein pasare,
Dono haathon mein manzilein liye huye
Manzilein, meri hi manzilein
Lekin, kitni zuda-zuda
Ek ke kareeb aata hoon
To doosri door hoti jaati hai
Sarakti jaati hai
Kabhi-kabhi sochta hoon,
Galat raah chuni maine
Ek baar muda bh
Par
Pichhli raah mit-ti jaati thi
Aur
Ojhal hoti jaati thi
Doosri Manzil
Doraha budbuda raha tha --
"Zindagi ke safar mein,
Kuchh paane ke liye kuchh khona hi parta hai"
~Sudhanshu Kumar~
deep and endearing....brilliant
ReplyDelete